Followers ...

Thursday, July 9, 2009

......................




Itni Mohabbat karli ki dil mein nafrat ki jagah nahi bachi

Itna ro lia ki aankhon mein khushi ki chamak nahi rahi


Yun to hum bhi haste hai,

Duniya ki bhid mein jeene ki koshish karte hai.................

Par itna marke jee liya ki jeene ki wajah nahi bachi..



1 comment:

  1. isse badhkar dost koi hota nahi
    sab juda ho jay magar gham juda hota nahi

    kaun ye naseh ko samjhaye batarze - dilnashi
    ishq saadiq ho to gham bhi bemaza hota nahi

    ---Jigar Moradabadi

    ReplyDelete